Adsense Sidebar

1000+ ASCII Art Stylish Bio Symbols

FeaturedPost

How use whatsapp without your number?

Baghair number ky whatsapp kesy bnaye

Step-1: Sabse pahle apko Playstore se TextNow App apne phone me install karna hoga.

2: Install karne ke bad ise open kare, open karte hi apko 2 option dikhenge Login or Signup ka ap apna email or password daal kar signup kare,

Yahan par main apko ek or Tips de raha hoon, jiske madad se ap Unlimited E-mails find kar sakte hai. or us email ke zariye unlimited numbers bhi bana sakte hai, jise ap whatsapp verification ke liye use kar payenge, or ek Anonymous ki tarah WhatsApp use kar sakte hai, apko 10-min- mail pe jana hai yaha se ap mail copy karke kahin bhi use kar sakte hai. Jisse aap ki Privacy puri tarah hide rahegi.

Step-3: temp-mail.org se mail copy karke ya apna khud ka mail or password textnow me enter kar ke Create Account pe click kare. Ap chahe to ise Facebook se bhi signup kar sakte hai.


Step-4: Signup pe click karne ke bad agar aap se Captcha fill karne ko kaha jaye to captcha fill kar ke submit kare uske bad apko Area Code  enter karna hoga jo ki three digit ka hota hai or Ye bahut hi important step hai agar aap sahi area code enter nahi karenge to ap ko number to mil jayega lekin ap use kahin par bhi verification ke liye use nahi kar sakte,  isliye ap isi Area code ko enter kare 709, 807, 967



Step-5: Jaise hi aap Area Code enter karke continue par click karenge apko Choose a phone number ka option dikhega ap koi bhi ek number select kar ke continue par click kare.

Step-6: Number select karke continue par click karte hi ap apne dashboard par pahuch jayenge jahan apka choose kiya gya number front pe dikhai dega aap us number pe click kar ke copy kare ya note kar ke whatsapp me type kare,

Ek bat ka dhyan rakhe jab ap whatsapp me number enter kar rahe ho to country code ki jagah +1 hi hona chahiye. warna apka whatsapp verify nahi hoga.

Next pe click karne ke bad verification

method call select karen kyunki is process me message verification failed ho jata hai isliye ap Call Now pe click karen call now pe click karne ke bad ap ke textnow account pe whatsapp verification ke liye call ayega jisme apko 6 digit whatsapp verification code diya jayega aap use apne whatsapp account me enter karke verify par click kar den.

Kesy lagy post achi to Plz share it and follow us!

Subscribe Our Newsletter

avatar
My idea can indeed be copied, but about fortune can never be copied.

Related Posts

Open Comments

Article Top Ads

Article Center Ads 1

Article Center Ads 2

Ads Under Articles

X
Subscribe Now

Get notified by email every time there is a new article. Free!