Adsense Sidebar

1000+ ASCII Art Stylish Bio Symbols

FeaturedPost

Blogger Template se Footer Credit Kaise Remove kare?

Blogger Template se Footer Credit Kaise Remove kare, Note… Ek blog ko professional look dene ke liye aapko apne blog template ko design karna hota hai. Agar aap apne blog par free template use karte ho to aapko pata hoga ki aapne blog ke footer me theme ke creator ka naam hote hai.. Agar aap isay remove karne ki kosis karte ho ya fir modify karne ki kosis karte ho to aapka blog redirect ho jata hai blog ke theme creator ke page par..

Agar aapko bhi aisi problem face karni pad rahai hai or aap apne blog template se footer credit ka option ko remove karna chahte ho to aaj ka hamara article aapke liye bhaut helpful hoga.

Ye to clear hai ki aap apne blog ke footer credit ko remove ya modify nahi kar sakte.. Agar aap aisa karoge to aapke blog par aane wale visitors aapke blog se redirect ho jayenge aapke theme owner ke page page. Matlab ki jo bhi visitor aapke blog par aayenge wo aapke blog ke jariye directly theme ke website par chale jayenge.

Waise bhi aapne free theme usi kiya hua hai isliye aap Footer Credit ko remove ya modify nahi kar sakte. Footer credit ko remove karne ek tarike hai ki aap theme ko purchase karo. Lekin theme ko purchase karne ke bad agar aapko apne theme ko change karna pada to fir se wahi footer credit ka option najar aane lagega or aapko isay hatane ke liye fir se theme purchase karna parhega..


Ek tarika hai jiski help se aap apne footer credit ko hide kar sakte ho. Agar footer credit hide ho jayega to wo kisi ko visible nahi hoga or aapka blog bhi ek professional blog ki tarah najar aayega. To chaliye aapko batate hai ki kaise aap apne footer credit ko hide kare.


Jaise ki aap upar image me dekh sakte ho ki maine apne blog par TemplatesYard ka template use karte hu jo ki footer me visible hai. Ab main chahta hu ki isay hide kar du.. To sabse pehle mujhe isko apne blog ke HTML code me search karna hoga..

To chaliye isay apne Blog HTML par search karte hai.


Ab apne Blog theme me Footer Credit text search karne ke liye hume apne Blog HTML me jana hoga. Isliye Sabse phele
Theme par click kare or fir Edit HTML par click kare.

Edit HTML par click karte hi aapko apne blog ka HTML code najar aayega. Aapko apne HTML code par kahi par bhi click karna hai or Ctrl+f button dabana hai. Aisa karte hi ek search box visible hoga jaha aapko apne Footer Credit text search karne hoga.

Jisa ki maine aapko bataya ki mere blog ke footer me Crafted With By TemplateYard ka text visible hota hai.. Ab mujhe isay HTML Code par search karna hai, lekin agar me is text ko pura search karunge to mujhe search result me kuch bhi najar nahi aayega, Isliye mujhe sirf is text ke pehle do words ko HTML code me search karna hoga.
Matlab ki Crafted With By TemplateYard ke bajaye me sirf Crafted With hi HTML code me search karunga.. Aap bhi apne blog ke footer text me jo bhi likha hai uske pehle do word hi HTML code me search kare.
To chaliye ab me Crafted With ko HTML code me search karta hu..


Crafted With search karne ke bad mujhe HTML code me wo section najay aaya jaha par Footer Text hai.. Ab mujhe is section ko hide karna hai.. Or aisa karne ke liye ek code ko add karna hoga.. Aap niche diye gaye image ko samjhe or follow kare.
Aap upar diye gaye image ko follow kare. Humne Crafted With text search kiya tha uske upar jo sabse pehle </div> code hai thik uske niche wale code me hume
style=’display:none’ code ko add karna hai..
Bas aapko </div> code ke niche diye gaye code me space dekar
style=’display:none’ dalna hai.
1
style = 'display:none'
style=’display:none’ dalne ke bad ye code kuch aisa najar aayega..
Bas aapko itna hi karna hai.. Iske bad
Save Theme par click kare.. Ab apne blog me jake check kare.. Agar Footer credit hide ho gaya hai to
congratulation .. Lekin agar hide nahi hua hai to aapko hamare guide ko acche se follow karne hoga.. Par fir bhi agar aapke blog se footer credit hide nahi ho raha hai to aap hume comment ke zariye bataye…


Thanks reader.....


Subscribe Our Newsletter

avatar
My idea can indeed be copied, but about fortune can never be copied.

Related Posts

Open Comments
Close Comments

0 Comment

Post a Comment

We are sorry if the admin cannot immediately reply or visit the blog of blogger friends who have visited here directly. You can leave a decent comment by using the name and URL of your blog. I activated the full moderator filter and comment so that every comment I would definitely read and if indeed I feel it must be answered, surely I will fulfill it.

Only comments that I consider appropriate will be published. Even if it is criticism or ridicule, if indeed it is worth discussing.

Article Top Ads

Article Center Ads 1

Article Center Ads 2

Ads Under Articles

X
Subscribe Now

Get notified by email every time there is a new article. Free!