Gmail account ko delete Kesy kary?
October 31, 2018
2 Comments
Gmail account ko delete
Kesy kary?
Hello, Friends aaj me aap logo ko batata hu kaise account banate hai , Par aaj me uska ulta batane ja raha hu.
Aaj ham baat karege kaise apne
Google account (Gmail) ko delete kaise
kare .
Google Account Delete Q Kare
Aapke Google account (Gmail account) ko delete karne ke aapke pass kai tarah ho sakte hai jese aapne apna naya gmail account banaya hai or aap purane wale ko use nahi karna chate.
Iska ek or waja ho sakta hai ki aap chate ho ki us email id se jitne bhi account banaye hai bo sab bhi band ho jaye. jese – Youtube, Blogger , Gmail, Playstore, Google Drive or sare Google ki services jin par aapne account banaye hai.
To chaliye shoro karty hy!
Account ko Delete karne ke liye aapko Apne Google Account ki setting me jana hoga.
Ya ye steps follow kary!
Step 1:
Aap Simple is Button par click kare
Click here
Step 2:
Ab aapko apne Gmail ID ko daalkar Login karna hai jisko aap delete karna chate ho. Agar aap phele se login hai to aapko fir se password dalna parhega.
Step 3:
Login karne ke baad jo page khulega usme aapke Google par jinte bhi account hai is ID par wo aa jayege. Page ke last me 2 tic ✔✔ karke Delete Account ki Button par click kare
*Delete ki Button par Click Karte hi Aapka Google Account Permanently Delete ho Jayega.
Aap Jese hi Delete Account ki button par click karoge ek naya page khulega.
To ye lijiye aapka account ab delete ho chuka hai, or usse jinte bhi account banaye the aapne bo sab bhi.
Agar aapka or koi bhi problem hai to aap comment karke or hum aff ki help kar sakte hy..
Subscribe Our Newsletter
How to Delete Gmail Account
ReplyDeletePlz read this post
Deletehttps://bit.ly/2kV8i0v